Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Ajee ijjat afjaaye kaa sukriya sukriya
Iss naachij ko aap ne kaabil samjha
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Ham to yeh samjhe the,
Kahaani khatam huye
Naaj hame tha jispe
Jawaani khatam huye
Ham to yeh samjhe the,
Kahaani khatam huye
Naaj hame tha jispe
Jawaani khatam huye
Teraa meraa yeh saamana
Naye ek shobha kee iktida
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Sabse alag laaye hai
Likhwa ke takdire
Tod ke hum rakh denge
Rasmo ke zanjeere
Sabse alag laaye hai
Likhwa ke takdire
Tod ke hum rakh denge
Rasmo ke zanjeere
Darne se kya faayada likhe
Ham naya kaayada
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Ajee ijjat afjaaye kaa sukriya sukriya
Iss naachij ko aap ne kaabil samjha
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya
Tum kya mile jane ja,
Pyaar zindagi se ho gaya.
0 Comments